Free resume maker and free download | online resume maker free india | Free resume without paying

Aaj ham sikhaane vaale hai ki aap khud se online bina kisi software ki help se online free mein website se aap Resume kaise bana sakate hai,

Resume Kya Hota Hai..

ham apako batana chahate hai ki resume ko cv ke name se bhi jana jata hai, CV ki full form ” Curriculum vitae ” hoti hai, jisaka hindi bhasha me “बायोडाटा” kahate hai, jisaka matlab hota hai, vah documents jo kisi candidate ki education and usaki identity, hoby ke bare me batata ho,
Resume ek aisa document hota hai, jisame candidate ki all information mention hoti hai, aur candidate jis job ke liye resume apply kar raha hai, us job se related all information mention ki jati hai, jisase ki job dene wale office ko koi problem nahi ho, aur vah jo job lena chahate hai, usake bare me full information collet kar sakate Collect sake, jisase ki apako job dene se related decision le sake…..
agar aap only 8th pass hai tab apako 8th class ki marksheet ki information mention karna hoga.
agar aap 10th pass hai, tab apako 8th class ki information mention ki jarurat nahi hai aap only 10th ki information fill kar sakate hai…
agar aap 12th pass hai, tab apako 10th & 12th dono class ki marksheet ki information resume me dena hoga.
agar apake pass koi college or koi institute ki degree hai to usaki bhi information fill kar sakate hai. 12th class ki information ke sath..

Resume ke liye work experience chahiye ya nahi

aap soch rahe honge ki resume banate time kya work experience de…. aisa isliye sochate hai ki jyada tar people new new job lagana chahate hai, aur unake pass koi work karane ka experience nahi hota hai, bina experience ke koi jaldi se job nahi deta hai. aise me aapako kya karana chahiye,

agar apane kahi koi work kiya hai, to aap us work ki information de sakate hai ki apane kaha kab kitana month/year kaam kiya aur kya kaam kiya usaki information resume me mention karani hoti hai.

agar apako koi bhi work ka experience nahi hai tab aap resume me work experience ke option me “Fresher” type kar sakate hai. jisaka matlab hota hai ki aap naya naya job kar rahe hai, aap pahale sikhenge fir kaam karenge….

dekho work experience hona ya nahi hona itana jaruri nahi hota hai, jitana ki aap samjh rahe hai, agar aap kisi bhi kaam ka experience nahi hai to apako experience banan padega kyo ki bina work kiya koi bhi experience nahi aata hai, to aisa me apako koi bhi company wale job to denge apako lekin salary bahut kam denge jitana ki apaka khharcha chal sake, jab apako work karane ke experience ho jata hai, tab apaki salary jyada kar di jati hai.

 

Website se online resume/cv kaise banaye?

Aagar aap khud se online resume banana chahtae hai to apako ek website ki jarurat padegi, lekin google par search karate hai to apako der sari website mil sakati hai lekin jyada tar website par resume aisa banaye jate hai jo apake kisi kaam ke nahi hote, lekin ham apake liye india me chalane wale ek matra aisa resume laye hai jo aap kahi bhi kaam me le sakate hai. resume banane ke liye niche bataye gaye all step ko follow karana hoga:-

  1.  https://eform.vleclub.in/free-resume-bio-maker.php click this link…
  2. resume banane ke liye important information bharana mandatory hai,                                                                                                                                                                     
  3. Your Full Name” ke option me us candidate ka name enter kare jisaka resume bana rahe hai….      “Father’s/husband’s name” candidate ke father ka name mention kare agar candidate Male hai agar candidate Female hai, agar married hai to Husband name enter kare unmarried hai to father name enter kare…..                   “Date of Birth” option me appplicant/candidate ki janm tarikh type kare….  “Full address” me candidate ke village/town ka name enter kare sath hi block/taluk/taluk name, District Name, pin code , state name enter kare, yah aaddress apake aadhar card par bhi hona chahiye…. “Genter” and “marital status” select kare candidate ke according… “Email ID” candidate ke email id enter kare agar nahi hai to ek new email id create kar ke enter kare. “Mobile Number” candidate ka contact number enter kare. agar candidate ke paas apane koi mobile number nahi hota hai, to aise me vah apane family me se kisi aur person ka contact number de sakate hai…  “Language Knowledge” aap konsi konsi language bol(told) and padh (read) sakate ho. yaha par aap pahale apani local language enter kare jaise ki Hindi, Tamil. Bengali, Marathi, aise aur bhi bhasha hoti hai. agar apako something english language ka knowledge hai tab aap English language ka bhi name type kar sakate hai fir aap likh sakate Hai “Hindi and English”…….                         “Religion”  me aap apne Dharm ka name metion karana hota hai ki aap kis dharm se belong karate hai… “Nationality” me apako apane country ka name type karana hoga, agar aap India se hai to Indian Type kare.. “Applicant Photo” agar aap resume me candidate ka photo lagana chahte hai to aap candidate ka passport size photot choose kare vah photo apako resume ke printout me dekhane ko milega fir… agar aap koi photo nahi dena chahate hai tab aap isako khali rakh sakate hai fir koi bhi photo nahi aayega..
  4. Computer Skills” and “WORK EXPERIENCE” me kya likhe ya type kare.                                                                                Computer Skills me apako apani vah degree ki information deni hogi jo computer se related degree ho… agar koi degree nahi hai lekin apako computer chalane ka basic knowledge hai to aap likh sakate hai I have basic knowledge ya fir aap apane according aur kuchh bhi likh sakate ho.                                  Work Experience me aap apane vah work experience ki information deni hogi jo work aapne kiya ho. agar aapko koi bhi work experience nahi hai tab aap Fresher type kar sakate hai.
  5. Form complete fill hone ke after carefully “Submit” button ko press kare.                                                 
  6. Yaha par apko resume ka printout mil jayega aap isako pdf me save kar sakate hai aur bhi PrintOut bhi nikal sakate ho………..

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Post