ONLINE SEVA XYZ Uncategorized epfo balance check with uan number kaise check karate hai ?

epfo balance check with uan number kaise check karate hai ?

epfo balance check karne ke liye apako uan number pata hona chahiye, aap online UAN Number aise pata kar sakate hai. aap niche bataye step ko follow kar ke aap UAN Number se PF Balance Check Kaise Kar Sakate Hai.

Kya aap epfo balance check karna chahte hai by UAN Number se to kaise pata kar sakate hai. isake liye apko niche kuchh step diya gaya hai.

epfo balance check with uan number kaise check karate hai ?

Kya Aap EPF Balance Check Karna Chahate hai to aap kaise check kar sakate hai isake liye kuchh step diya gaya hai jinko aap follow kar sakate hai-

Step 1:- https://passbook.epfindia.gov.in/MemberPassBook/loginper click kar ke aap epfo report check kar sakate hai ?

Step 2:-  Apake Kuchh Aisa Interface dekhne ko mil jata hai. yaha se aap UAN Number and Password per sign button per click kare.

Step 3:- UAN Number per click kar ke aap UAN Number Enter Kare.

Step 4:- Know Your UAN per click kar ke aap apana UAN Number pata kar sakate hai.

Step 5:- UAN Number enter karane ke baad Password Enter karna hai.

Step 6:- Agar apako Password Pata nahi hai to aap Forgot Password ? per click kar ke aap apana password forgot kar sakate hai.

Step 7:- UAN Number and Password, Captcha Enter karna hai Jisame Sign In Button per click kare.

Step 8:- Yaha per apako total EPF Total Balance Dekhne ko mil jata hai, Yah aaj tak ka apaka total pf balance hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Post