ONLINE SEVA XYZ Uncategorized PAN Card Holder Full Mobile Number Kaise Pata Karen

PAN Card Holder Full Mobile Number Kaise Pata Karen

Kya aap pan card holder ka full mobile number janana chahate hai, Aaj ham apako pan card number se kisi pan card holder ka full contact number kaise pata kiya jata hai, Isake process thoda alag hai, pan card me kisi holder ka phone number check karna bahut mushkil hai,Fir bhi ham aapako kisi pan card owner ka phone number kaise pata kiya jata hai, isake liye apako niche check karna hoga.

PAN Card Holder Full Mobile Number Kaise Pata Karen

Yadi apako kisi pan card number se phone number check karne ke liye apako kya kya karna hoga usake bare me niche bataya gaya hai.

Yadi aap online khud se pan number enter kar ke kisi pan holder ka phone number pata karna chahate hai to yah possible nahi hai, aap pan number se khud se online kisi bhi pan holder ka mobile number kabhi pata nahi kar sakate hai.

UTI/NSDL Website Se PAN Holder Mobile Number Kaise Check Kare.

Yadi aap online website se mobile number check karna chahate hai to sirf apako hide mobile number dekhane ko milega. Isake liye apako google me search karna hoga nsdl/uti pan card download fir apaka pan card jis company se bana hai usaka website open kare aur apana pan number darj kar ke submit kare, apako register mobile number display ho jayega lekin vah mobile number full nahi hoga last ka kuchh digit apako show karega. baki ka hide hoga.

Yadi apaka pan card nsdl se bana hai to aap https://www.onlineservices.nsdl.com/paam/requestAndDownloadEPAN.html is link par click kar ke check kar sakate hai.

Agar apkao lagata hai ki apaka pan card utiitsl se bana hai to aap https://www.pan.utiitsl.com/PAN_ONLINE/ePANCard this link par click kare.

Jab bhi aap dono me se ek bhi website ko open karate hai to aapake samne kuchh option display hota hai, jisame apko pan number enter karna hota , pan holder date of birth, aadhar card number yadi nsdl se bana hai tab fir apako captcha enter kar ke submit kar dena hota hai

Fir apko hidden mobile number display ho jata hai. pan card holder ka jo pan card ke sath register hota hai sath hi apako email id bhi dekhane ko mil jata hai.

 

ITD Website se pan holder mobile number Kaise Nikale

Kya aap Income tax department ki website se pan card holder ka mobile number check karna chahate hai, To apako niche diye step ko follow karna hoga-

Sabase Pahale ITD Ki Official website https://eportal.incometax.gov.in/ par jana hoga.

Fir apako login par click kar dena hai, apana pan number enter kar ke login kar lena hai.

Jab aap first time login karenge tab apako yaha apna account register karane ke liye bol sakata hai to apako naya account register kar lena hai.

Jab aap successfully register ho jate hai tab aapko login kar lena hai account fir apako dashboard open ho jayega fir apako profile option par click karna hai.

Jab aap profile check karate hai to apako register mobile number display ho jata hai.

Aap jis pan card number se pan card holder ka mobile number search kar rahe hai, abhi tak usaka full mobile number pata nahi chala hai to aap ek last kaam kar sakate hai jisase 100% nikal jayega.

Ab aap ek kaam kar sakate hai, aap jis district me rahate hai, us Jile me ek Income Tax Department hai, District level ka apako vaha jana hai, aap kis karan pan holder ka mobile number check karna chahate hai, vah reason bata ke aap full phone number pata kar sakate hai.

Jitane bhi option the mere knowledge ke according mene sabhi apkao bata diya hai, Isake alawa other option nahi hai, apko aise hi check karna hoga yadi aap check karna chahate hai, Thank you for support

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Post

ड्राइविंग लाइसेंस का नंबर कैसे पता करे | DL खो गया है और लाइसेंस नंबर भी याद नहीं तो यह करे ?ड्राइविंग लाइसेंस का नंबर कैसे पता करे | DL खो गया है और लाइसेंस नंबर भी याद नहीं तो यह करे ?

आज हम भारतीय सरकार द्वारा जारी किये जाने वाले ड्राइविंग लाइसेंस को कैसे सर्च कर सकते है, अगर आपका ड्राइविंग लाइसेंस खो गया है, और आपको ड्राइविंग लाइसेंस नंबर भी