How to Solve Month and Year of Birth details provided by you for PAN do not match with the corresponding details in Income Tax Department database

Agar App PAN Card Ko Download or Reprint Kar Rahe Hai Aur Apako DOB Mismatch Ka Error Aa Raha Hai,

To Aise Me Ham PAN Card Kaise Download or Reprint Kare Kyo ki Hame Date of Birth Confirm Nahi Hai Kya Hai, To Date of Birth Kaise Check Kare,

Aaj Ham Aapako bataye Ki Aap Kaise PAN Number Se Date of Birth Find Kar Sakate Hai, Vaise DOB Bahut Kam Log Hi dekh Pate Hai, Vaise Apako tension lena ka jarurat nahi hai apaka bhai apako date of birth check karna bata raha hai,

  • Month and Year of Birth details provided by you for PAN (CEXXXXXX5B) do not match with the corresponding details in Income Tax Department database.
  • You are requested to provide correct Month and Year of Birth.In case, you wish to update date of birth against your PAN in Income Tax Departmet Database, then please click here to fill & submit the PAN Change Request application form.

Abhi apako yah jo error dekhane ko mil raha hai yah ek hi reason se aa raha hai vah hai date of birth, apane jo month year enter ki hai vah galat hai, apako date of birth check karna hoga usake liye niche diye step ko carefully follow kare

PAN Card Date of Birth check kaise karen

Yadi apako apane pan card par kya date of birth update hai check karna chahate hai to niche diye step ko follow kare

PAN Card Date of Birth(DOB) Check Karane Ke Liye Click Here Button Par Jaye

Jis PAN Card Ka Date of Birth Check Karna Chahate hai Usaka PAN Number Enter Kare

Fir Apana DOB Enter Kare Jo apake pan card par ho sakata hai, yadi vo pata nahi hai to pan card banate time jo identity card diya tha usaka date of birth enter kare

Agar vah bhi pata nahi hai to voter card, aadhar card, driving licence, passport, birth ceriticate,10th marksheet sabhi me jo date of birth hai apaka vah enter kar ke check kare

Captcha Box me 6 digit ka image me se code dekh ke enter kare

PAN Number and date of birth captcha enter karane ke baad Submit button par click kare

Apane abhi jo date of birth enter kiya hai yadi vah itd database se match ho jata hai to apako alert me aise message display ho jayega,

“»Aadhaar is already linked to PAN” Ka Matlab hai ki apane jo dob enter kiya tha vah itd database se match ho gaya hai sath hi apaka aadhar pan bhi link hai,

Yadi by Chance apane jo date of birth enter kiya hai vah itd ke database se match nahi hota hai to apako niche diya gaya error display ho jayega, jisaka matlab hoga ki apaka dob galat hai

“»PAN and DOB mismatch as per our records” this error ka matlab hai ki apaka pan card ka data income tax department ke pass hai lekin apane jo date of birth fill ki thi vah unake database se match nahi ho rahi hai yah date of birth galat hai, ab apako kisi aur identity card ka dob enter karna hoga, jis ka dob match ho jayega tab apako “»Aadhaar is already linked to PAN” Yah wala Message Display Ho jayega

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Related Post